Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.

Join the forum, it's quick and easy

Welcome to the Forum..

You are currently viewing our boards as a Guest which gives you limited access to view most discussions and access our other features. By joining our free community you will have access to post topics, communicate privately with other members (PM), respond to polls, upload content and access many other special features. Registration is fast, simple and absolutely free so please, join our community today!

If you have any problems with the registration process or your account login, please contact us.
Would you like to react to this message? Create an account in a few clicks or log in to continue.

You are not connected. Please login or register

Ramdan Special => Daily Ebadaat

4 posters

Go down  Message [Page 1 of 1]

1Ramdan Special => Daily Ebadaat Empty Ramdan Special => Daily Ebadaat 20/08/09, 02:06 am

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

As Salam-o-Alaykum

Ramdan Ki AAmad Aamad Hay So Socha Silsila Start Ker Doon

*1.

Rozana Kam az Kam
Aik Tasbeeh "ASTAGFAAR" Ki Zaryr Parhein

*2.


Pehle Kalmay Ki Aik Tasbeeh Roz Parhein

*3.

Rozana Aik Tasbee
Tisray Kalmay Ki zarur Parhein

*4.

Rozana Aik Tasbeeh Surah Akhlas "QUL HU ALLAH" Parhein

*5


.Rozana Do nafal Shukranay K Zarur Ada Kerien

*6.


Rozana "SURAH KAH'LF" Ki Shuru ki 10 ayaat yad se parhein aur jumma ko puri "SURAH KAH'LF" PARHEIN

*7.


Koshish kerien K Her Jumma Ko Zohar Ki Nimaz Se QabalSalawat Tasbeeh {tasbeeh Nimaz} Zarur Ada Kerien
{is nimaaz main tisra kalma parha jata hay tarkia agar nahi maloom to aind asharing main ham btalayein gay insha Allah}

*8.

Ramdna Ul Mubarak main
Surah Qadar "INNA ANZALNA"

*9.

Subh Sham Kam Az Kam Aik Martba Surah Hashar Ki Akhri Ayat "HU ALLAH ZI " se le ker " WAHU' WAL AZIZULHAKEEM " Tak zarur parhein

*10.

Chalte Phirte Kam karte Hue "YA HAIYU YA QAYUM" parhein.
jitni musskilay pershani hain sab khatam hoo jaye giii mera mana hyy yahh in kalaamoo main barahi barkatt hyyy

Feeamaan Allahh

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

Ramdaan Ul Mubarak

1.
Subh
Aankh Khulte He Teen Dafa Daroord Shareef Parhein Aur Apni Hatheliyon
Per Phunkein,P hir Yeh hatheliyan Munh Per Pher Lein,

2.
Roza Rakhne Ki Niyat K Baad 21 Martba "AL MULK"Parhe in Aur Seenay per hath Pher Lwin,

3
Apna Kaam Shuru Karne Se Pehle 21 Martba Al GAFAAR"

4.
Dupehr Ki Nimaz K Baad 21 Martba "Al Qahar" Parhein Aur Dil Ki Dhrakan Ki Jagha Phoonkein.

5.
Dupehr ke Baad Thori Der Aram ki Gharz Se Sonay Lagein To 21 Martba "Al KHABEER" Parhein

6
Neend Se Utne K Baad "21 Martba "Al KABEER"Par hein Aur Phir Dil Ki Jagha per Phunkein

7,
Agar Kisi waqt Jhanjhalat YaGussa Aaye To Fauran"Al HAFEEZ"Par hein Gussa Du Ho jaye ga.

8.
Agar
Roza Mein Quwat Bardasht Khatam Ho rahi Ho To 21 Martba "Al MUQEET
"Parhein Aur Ungliyon per Phunk ker Sungh Lein Ungliyan,B hhoook Aur pyas khatam ho jaye gi

9.
Roza Kholne Se Pehle Daster Khwan per
Bethein Aur 21 Martba "Al wASIAA" Parhein Aur yeh sochein k Sari
naimatein aap k smanay hain Lekin Allah k Hukam Ki wajha Se Aap ne Sab
kuch Apnay Uper Haram Ker rakha hai.

10.
ISHA Aur tarawee k Baad 21 Martba Al QAWI" parhein

11.
Raat
Ko Sotay Waqt Seenay Per hath Rakh ker 100 Martba Al BAISO "Parhein Aurkaam shoro karien inshallah barkat hi barkat ho gi

21 Martba Darood Sharif Parhein Aur Aaram se So Jayein

Ramdan
Shareef k Guzarne k baad Eid k roz aap apnay aap ko naya insaan mehsoos
karein gay,Khud aitmai Aap k andar zahir ho gi,Quwat e Faisla barh jaye
ga Aap apnay masial k mutaliq puray itmenaan se soch smajh ker sahi
faisla karein gay aur is baat k qail ho jayein gay k Jo ahkamat hain un
mein Allah tala ne hamaray liye hazaron bhalayi Rakhi hai.

Humayun

Humayun
*Moderator*
*Moderator*

very niceeee

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

THANK YOU

Humayun

Humayun
*Moderator*
*Moderator*

WELCOME JIII

ERUM ALI

ERUM ALI
*Administrator*
*Administrator*

OKKKKKKKKKKK

Empty Nest

Empty Nest
Sensiour member
Sensiour member

nice

afreen600

afreen600
New member
New member

Very Nice Sharings........

Sponsored content



Back to top  Message [Page 1 of 1]

Permissions in this forum:
You cannot reply to topics in this forum